Jaane kyon Log kaam karte Hain
Jaane Kyon woh office mein marte hain
Jaane Kyon Jaane kyon
Jaane Kyon Jaane Kyon Jaane Kyon
Jaane kyon Log kaam karte Hain
Jaane Kyon woh office mein marte hain
Jaane Kyon Jaane kyon
Jaane Kyon Jaane Kyon Jaane Kyon
Tere Pyar ki chabhi mil na saki,mere dil ka tala toot gaya
Thane me report likhwadi hai,mujhe ghar ka bhedi loot gaya
Ek tala hoto khol bhi loon is dar pe to hain lakhon tale
Tale pe nazar allah ki hai chabhi ka nasiba phoot gaya
Is shakal ka hal sochne ko lohar bhi mere saath gaya
Mere paas na jab nikle paise lohar bhi mujhse rooth gaya