Bagh Bagh Hona
mery abo zamen per ghas laga rhy hian mujhy umeed hai woh kuch dino main bagh bagh hoajygi
Ghorey bech kar sona
imran ney apney ghorey bech kar sona ley liya
Khon k ghont pena
Dracula hamesha khon k ghont peta hai
Anan Fanan
Anan fanan mera chota bhai paida ho gaya
Dum daba k bhagna
Main akser billi ki dum daba k bhag jata hoon
Dal na galna
Meri ami sey kabhi bhi mash ki dal nahi galti
Ankhain dekhana
Akram ney kal doctor ko apni ankhain dekhain
Apney gireban main jhankna
Nazir ney apney gireban main jhank k dekha to uss ki banyan phati thi
Apna uloo sedha karna
Jameel ney uloo pala hwa tha aik rat jab uska uloo ulta hogyea to use ney foran sey apna uloo sedha kar liya
Aab Aab hona
Mera chota bhai akser raat ko aab aab ho jata hai
Bhai Chara
Tanveer ney dukan per ja kar kaha……. bhai! chara to dey doh

