Murghy ney 3 andday diye aur dua karnay lagi “Ya Allah Naik Aulaad Dena”.
Itnay mein Pehla andda toota aur Chooza Namaz Parr raha tha.
Dosra andda toota to Chooza Tasbeeh pay parr raha tha.
Teesra andda toota hi nahi…
To murghy pareshan hogai, Lakin ander say Awaaz aai “Amma Jaan Pareshan Nahi Hoon Mien Ateqaaf Betha Hon”

